Yahan Khamosh Nazron Ka Nazara……..

Yahan Khamosh Nazron Ka
Nazara Kon Banta Hai,
Bohat Gehre Samndar Ka
Kinara Kon Banta Ha,
Chlo Hum Dekhte Hain
Khud Ko Ab Barbad Kr Ke Bhi,
K In Barbadyon Mein Bhi
Hamara Kon Banta Hai.,

Share