Zindagi Bhar Hasane Ka Wada …

Hum Ruth Jaye To Manane Ka
Wada Kiya Tha, Hum Dur Jaye
To Bulane Ka Wada Kiya Tha,
Aaj Palkon Pe Aasu Bhar Diye,
Jisne Zindagi Bhar Hasane
Ka Wada Kiya Tha.

Share