Aap Na Aye Aapki Yaad …….

Aap Na Aye Aapki Yaad Akar
Wafa Kar Gayi Apse Milne Ki
Tamanna Sukun Taba Kar Gayi
Ahat Hui Socha Asar Dua Kar Gayi
Darwaja Khol Ke Dekha To
Mazak Humse Hawa Kar Gayi.

Share