skip to content

Love SMS

Main lafzon se kuch bhi
izhaar nahi karta,
iska matlab ye nahi ke main
tujhe pyar nahi karta.
Chahta hu tumhe aaj bhi,
par teri soch mein apna
waqt bekar nahi karta.
Tamasha na ban jaye kahi mohobbat
mein mera islye aapni,
dard ko bayan nahi karta…!!

Share