Placeholder canvas

Love SMS

Best Heart Touching Lines By A Child 🙂
Meri Maa Ko Bula De Koi
Warna Mujh Ko Hi Sula De Koi
.
Mujh Ko Bistar Ki Toh Adat Nahi
Apni Godi Main Jhula De Koi
.
Shayad Aa Jaaye Maa Mera Rona
Sun Kar Mujh Ko Be-wajah Sahi
Par Rula De Koi
.
Main Ne Kai Roz Se Nahi Khaya
Mujhey Kuch Mohbat Se Khila De Koi
.
Mujh Ko Khawaish Nahi Milay Duniya
Mujhey Bas Mujhey Meri Maa Se Mila De
Koi.. Maa Se Mila De Koi..♥ :((

Share