Samjha Na Koi….

Samjha Na Koi Dil Ki
Baat Ko, Dard Duniya
Ne Bina Soche Hi De Diya,
Jo Sah Gaye Har Dard
Ko Hum Chupke Se, To
Humko Hi Patthar-Dil Kah Diya.

Share