Placeholder canvas

Har Gam Ko Chhupa Liya…………

Jeene Ka Matlab Hamne
Mohabbat Me Pa Liya,
Jiska Bhi Gam Mila Use
Apna Bana Liya, Aap Ro
Kar Bhi Gam Ko Halka Na
Kar Sake, Hamane Hansi
Ki Aad Me Har Gam Ko
Chhupa Liya..

Share